नीले गगन के तले लिरिक्स Neele Gagan Ke Tale Lyrics from Hamraaz movie. Sung by Mahendra Kapoor. Song is picturised on Vimi and Raaj Kumar. Ravi has composed the music and lyrics penned by Sahir Ludhianvi.
Neele Gagan Ke Tale Lyrics in Hindi
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
ऐसे ही जग में, आती हैं सुबहें
ऐसे ही शाम ढले
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
शबनम के मोती, फूलों पे बिखरे
दोनों की आस फले..
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
बलखाती बेलें, मस्ती में खेलें
पेड़ों से मिलके गले…
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
नदिया का पानी, दरिया से मिलके
सागर किस ओर चले..
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
ऐसे ही जग में, आती हैं सुबहें
ऐसे ही शाम ढले
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
आ.. आ.. आ..
हे ऐ.. ऐ.. नीले गगन के तले
धरती का प्यार पले
हे ऐ.. ऐ.. ला र ला र ला
ला र ला र ला
Neele Gagan Ke Tale Lyrics in English
(Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale)-2
Aise hi jag mein, aati hain subhein
Aise hi shaam dhale
Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
Shabnam ke moti, phoolon pe bikhre
Dono ki aas fale..
Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
Balkhaati belein, masti mein khelein
Pedon se milke gale..
Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
Nadiya ka paani, dariya se milke
Saagar ki aur chale..
Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
Aise hi jag mein, aati hain subhein
Aise hi shaam dhale
Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
Aa.. aa.. aa..
Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
Hey ae ae.. Neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
La ra la ra laa
More Mahendra Kapoor Songs
Song Credits:
Song Title/गाना: नीले गगन के तले neele gagan ke tale
Movie/चित्रपट: हमराज Hamraaz (Year-1967)
Singer/गायक: महेन्द्र कपूर Mahendra Kapoor
Music Director/संगीतकार: रवी Ravi
Lyrics Writer/गीतकार: साहिर लुधियानवी Sahir Ludhianvi
Star casts/अभिनीत किरदार: Sunil Dutt, Vimi, Raaz Kumar, Iftekhaar, Anwar Hussain, Mumtaz, Madan Puri, Balraj Sahani, Sarika, Manmohan Krishna, Jeevan, Achala Sachdev, Nana Palsikar, Urmila Bhatt, Helen