Title Song Aya Sawan Jhoom Ke Lyrics sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Music composed by Laxmikant Pyarelal. Song is picturised on Dharmendra, Asha Parekh.
आया सावन झूम के लिरिक्स aya sawan jhoom ke lyrics in hindi
बदरा…आ.. हाये
बदरा छाए के झूले पड़ गए हाय
के मेले लग गये ओये मच गई धूम रे
के आया सावन हो ओ झूमके
आया सावन झूमके
बदरा…आ.. हो ओ
बदरा छाए के झूमे पर्वत हाय रे
कजरारे बदरिया को चूमके
के आया सावन हो ओ झूमके
आया सावन झूम के
(काहे सामने सबके
बालमवा तू छेडे जालमवा)-2
काहे फेंके नजर की डोरी
तू लुक छुप के गोरी
हो ओ हो..ओ..
गजरा हाये
गजरा हाये रे बैरी
बिखरा जाये रे मेरा कजरा
ओये मच गई धूम रे
के आया सावन हो ओ झूमके
आया सावन झूम के
(जाने किसको किसकी
याद आई के चली पुरवाई)-2
जाने किस बिरहन का
मन तरसा के पानी बरसा
हो ओ हो ओ
कंगना.. हाये
कंगना लाये के घर लौट के आये
रे परदेसी विदेशवा से घूमके
के आया सावन होओ
ओ ओ झूमके, आया सावन झूमके
(तेरे सेहरे की है ये
लडियाँ कि सावन की झडियाँ)-2
ये है मस्त घटाओं की
टोली के तेरी है डोली
हो ओ हो ओ..
धड़का.. जाये
धड़का जाये रे मेरा मनवा हाये रे
साजनवा ओए मच गई धूम रे
के आया सावन
हो ओ ओ झूमके, आया सावन झूमके
बदरा छाए के झूले पड़ गए हाए
के मेले लग गये मच गई धूम रे
के आया सावन हो ओ ओ झूमके
आया सावन झूम के
आया सावन झूम के
हो ओ आया सावन झूम के
आ आ आया सावन झूम के
aaya sawan jhoom ke lyrics in english
Badraa.. haye
Badra chhaye ke jhule pad gae haye
Ke mele lag gaye oye mach gayi dhum re
Ke aaya saawan ho jhum ke
Aaya saawan ho o jhum ke
Badraa.. ho o
Badraa chhaye ke jhume parvat haye re
Kajarare badariyaa ko chum ke
Ke aaya saawan ho o jhum ke
Aaya saawan jhum ke
(Kaahe saamne sabke
Balmawa tu chhede jalamva)-2
Kaahe pheke nazar ki dori
Tu luk chhup ke gori
Ho o ho..o..
Gajaraa haye
Gajaraa haye re bairi
Bikhara jaye re mera kajaraa
Oye mach gayi dhum re
Ke aaya saawan jhumke
Aaya saawan jhumke
(Jaane kisako kiski
Yaad aai ke chali purawayi)-2
Jaane kis birahan kaa
Man tarasa ke paani barsa
Ho o..
Kanganaa haye
Kangana laye ke ghar laut ke aye
Re pardesi bideshwa se ghum ke
Ke aaya saawan jhumke
Aaya saawan jhumke
(Tere sehare ki hai ye
Ladiyaan ki saawan ki jhadiyaan)-2
Ye hai mast ghataao ki
Toli ki teri hai doli
Ho..o..
Dhadka.. jaye
Dhadka jaye re mera manva haye re
Sajanwa ki mach gayi dhum re
Ke aaya saawan jhum ke
Aaya saawan jhum ke
Ho o jhum ke, aaya sawan jhumke
Badra chhaye ke jhule pad gae haye
Ke mele lag gaye oye mach gayi dhum re
Ke aaya saawan ho o jhum ke
Aaya saawan jhum ke
Aaya saawan jhum ke
Ho o Aaya saawan jhum ke
Aa aa Aaya saawan jhum ke
Song Credits:
Song Title/गाना: आया सावन झूम के Aaya Sawan Jhoom Ke
Movie: Aya Sawan Jhoom Ke(Year-1969)
Singer/गायक: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Director/संगीतकार: लक्ष्मीकान्त प्यारेलाल Laxmikant Pyarelal
Lyrics Writer/गीतकार: आनंद बक्शी Anand Bakshi
Star casts/अभिनीत किरदार: Dharmendra, Asha Parekh, Bindu, Nirupa Roy, Rajendra Nath, Nazir Hussain, Aruna Irani