Jagriti movie Patriotic song हम लाये हैं तूफ़ान से लिरिक्स Hum Laye Hain Toofan Se Lyrics in Hindi. Sung by Mohammed Rafi. Music composed by Hemant Kumar and Pradeep penned the lyrics.
Hum Laaye Hain Toofan Se Kasti Nikal Ke Lyrics in Hindi
पासे सभी उलट गए दुश्मन की चाल के
अक्षर सभी पलट गए भारत के भाल के
मंज़िल पे आया मुल्क हर बला को टाल के
सदियों के बाद फिर उड़े बादल गुलाल के
हम लाए हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
हम लाए हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
तुम ही भविष्य हो मेरे भारत विशाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
हम लाए हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
देखो कहीं बरबाद ना होए ये बगीचा
देखो कहीं बरबाद ना होए ये बगीचा
इसको हृदय के खून से बापू ने है सींचा
रक्खा है ये चिराग़ शहीदों ने बाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
हम लाए हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
दुनिया के दांव पेंच से रखना ना वास्ता
दुनिया के दांव पेंच से रखना ना वास्ता
मंज़िल तुम्हारी दूर है लम्बा है रास्ता
भटका ना दे कोई तुम्हें धोखे में डाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
हम लाए हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
ऐटम बमों के जोर पे ऐंठी है ये दुनिया
बारूद के एक ढेर पे बैठी है ये दुनिया
ऐटम बमों के जोर पे ऐंठी है ये दुनिया
बारूद के एक ढेर पे बैठी है ये दुनिया
तुम हर कदम उठाना ज़रा देख भाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
हम लाए हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
आराम की तुम भूल भूलयां में ना भूलो
सपनों के हिंडोलों पे मगन होके ना झूलो
आराम की तुम भूल भूलयां में ना भूलो
सपनों के हिंडोलों पे मगन होके ना झूलो
अब वक़्त आ गया, मेरे हँसते हुए फूलों
उठो छलाँग मार के आकाश को छूलो
आकाश को छूलो
तुम गाड़ दो गगन पे तिरंगा उछाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
हम लाए हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के
इस देश को रखना मेरे बच्चों सम्भाल के
Hum Laaye Hain Toofan Se Lyrics in English
Paase sabhi ulat gaye dushman ki chaal ke
Akshar sabhi palat gaye bharat ke bhaal ke
Manzil pe aayaa mulk har balaa ko taal ke
Sadiyon ke baad phir ude baadal gulaal ke
Hum laaye hain tufaan se kashti nikaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Hum laaye hain tufaan se kashti nikaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Tum hi bhavishya ho mere bharat vishaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Hum laaye hain tufaan se kashti nikaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Dekho kahin barabaad naa hoye ye bagichaa
Dekho kahin barabaad naa hoye ye bagichaa
Isko hriday ke khun se baapu ne hai sinchaa
Rakkha hai ye chiraag shahidon ne baal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Hum laaye hain tufaan se kashti nikaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Duniyaa ke daanv pech se rakhna naa vasta
Duniyaa ke daanv pech se rakhna naa vasta
Mazil tumhari dur hai lambaa hai rasta
Bhatakaa naa de koi tumhe dhokhe mein daal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Hum laaye hain tufaan se kashti nikaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Atom bamon ke jor pe aithi hai ye duniyaa
Barood ke ek dher pe baithi hai ye duniyaa
Atom bamon ke jor pe aithi hai ye duniyaa
Barood ke ek dher pe baithi hai ye duniyaa
Tum har kadam uthana zara dekh bhaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Hum laaye hain tufaan se kashti nikaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Aaraam ki tum bhul bhullayaan mein naa bhulo
Sapno ke hindolo pe magan hoke naa jhulo
Aaraam ki tum bhul bhullayaan mein naa bhulo
Sapno ke hindolo pe magan hoke naa jhulo
Ab waqt aa gaya, mere hanste huye phoolon
Utho chhalaang maar ke aakaash ko chhu lo
Aakaash ko chhulo
Tum gaad do gagan pe tiranga uchhal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Hum laaye hain tufaan se kashti nikaal ke
Iss desh ko rakhna mere bachcho sambhaal ke
Song Credits:
Song Title/गाना: हम लाये हैं तूफ़ान से कश्ती निकाल के Hum Laaye Hain Toofan Se Kasti Nikal Ke
Movie: जागृति Jagriti (Year-1954)
Singer/गायक: मोहम्मद रफ़ी Mohammed Rafi
Music Director/संगीतकार: हेमंत कुमार Hemant Kumar
Lyrics Writer/गीतकार: प्रदीप Pradeep
Star casts/अभिनीत किरदार: Abhi Bhattacharya, Pranoti Ghosh, Bipin Gupta, and Rattan Kumar