Taaron Ka Chamakta Lyrics Hindi – Udit Narayan | Salman Khan

Love To Share

Marriage Song Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Lyrics from Hum Tumhare Hain Sanam movie. Sung by Bali Brahmabhatt and Udit Narayan. Music is composed by Bali Brahmabhatt. Picturised on Madhuri Dixit, Salman Khan and Shahrukh Khan.

Song Credits:
Song Title/गाना: तारों का चमकता गहना हो taaron ka chamakta gehna ho
Movie: Hum Tumhare Hain Sanam(Year-2002)
Singer/गायक: Bali Brahmabhatt, Udit Narayan
Music Director/संगीतकार: Bali Brahmabhatt
Lyrics Writer/गीतकार: Sameer
Star casts/अभिनीत किरदार:Shah Rukh Khan, Salman Khan, Madhuri Dixit, Atul Agnihotri, Aloknath
Music Label: T-Series

Taaron Ka Chamakta Lyrics in Hindi

तारों का चमकता गहना हो
तारों का चमकता गहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो

तारों का चमकता गहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो

ये फूल तुम्हारे जेवर हैं
ये चाँद तुम्हारा आईना
तूम जब ऐसे शरमाती हो
दुल्हे का धड़कता है सीना

हर आईना तुमको देखे
तुम तो ऐसी शहज़ादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो

मेरी बहना है फूल बहारों का
मेरी बहना है नूर नज़ारों का
मेरी बहना के जैसी कोई बहना नहीं
बिना इसके कहीं भी मुझे रहना नहीं

जैसे है चाँद सितारों में
मेरी बहना है एक हज़ारों में
हम जैसे भोले-भालों की
ये दुनिया तो है दिलवालों की

(ये दुनिया है दिलवालों की)-2
तारों का चमकता गहना हो
फूलों की महकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो

खुशियों के महलों में बैठो
कोई ग़म ना तुम्हारे पास आये
ना उम्र का पहरा हो तुमपे
मेरे दिल की दुआ ये रंग लाये

रब हँसता हुआ रखे तुमको
तुम तो हँसने की आदी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो

तारों का चमकता गहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो

तारों का चमकता गहना हो
फूलों की मेहकती वादी हो
उस घर में खुशहाली आये
जिस घर में तुम्हारी शादी हो

Taaron Ka Chamakta Lyrics in English

Taaron ka chamakta gehna ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Uss ghar mein khushhaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Uss ghar mein khushhaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Yeh phool tumhare jevar hai
Yeh chand tumhara aaina
Tum jab aise sharmati ho
Dulhe ka dhadakta hai seena

Har aaina tumko dekhe
Tum toh aisi shehjaadi ho
Uss ghar mein khushhali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Meri behna hai phool bahaaron ka
Meri behna hai noor najaaron ka
Meri behna ke jaisi koi behna nahin
Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahin

Jaise hai chaand sitaron mein
Meri behna hai ek hajaaron mein
Hum jaise bhole-bhalon ki
Yeh duniya toh hai dilwaalon ki

(Yeh duniya toh hai dilwaalon ki)-2
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Uss ghar mein khushhali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Khushiyon ke mahelon mein baitho
Koi gam naa tumhare paas aaye
Naa umra ka pehra ho tumpe
Mere dil ki dua yeh rang laaye

Rab hansta huya rakhe tumko
Tum toh hansne ki aadi ho
Uss ghar mein khushhali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Taaron kaa chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakati vaadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

More Marriage Ceremony Song


Love To Share