Patriotic song इन्साफ की डगर पे लिरिक्स Insaaf Ki Dagar Pe Lyrics from Ganga Jamuna movie. Sung by Hemant Kumar, child chorus. Naushad Ali has composed the music and lyrics penned by Shakeel Badayuni.
Song Credits:
Song Title/गाना: इंसाफ की डगर पे बच्चों दिखाओ चल के insaaf ki dagar pe bacho dikhao chal ke
Movie: गंगा जमुना Ganga Jamuna(Year-1961)
Singer/गायक: हेमंत कुमार Hemant Kumar
Music Director/संगीतकार: नौशाद अली Naushad Ali
Lyrics Writer/गीतकार: शकील बदायुनी Shakeel Badayuni
Star casts/अभिनीत किरदार: Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Nazir Husaain, Aruna Irani, nasir Khan, Praveen Paul, Anwar Husain, Kumari Naaz, Tun Tun
Insaaf Ki Dagar Pe Lyrics in Hindi
इन्साफ़ की डगर पे, बच्चों दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा, नेता तुम्हीं हो कल के

दुनिया के रंज सहना, और कुछ ना मुँह से कहना

सच्चाइयों के बल पे आगे को बढ़ते रहना
सच्चाइयों के बल पे आगे को बढ़ते रहना
रख दोगे एक दिन तुम संसार को बदल के
रख दोगे एक दिन तुम संसार को बदल के
इन्साफ़ की डगर पे, बच्चों दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा, नेता तुम्हीं हो कल के
अपने हों या पराए, सबके लिये हो न्याय
अपने हों या पराए, सबके लिये हो न्याय
देखो कदम तुम्हारा हरगिज़ ना डगमगाए
देखो कदम तुम्हारा हरगिज़ ना डगमगाए
रस्ते बड़े कठिन हैं, चलना सम्भल-सम्भल के
रस्ते बड़े कठिन हैं, चलना सम्भल-सम्भल के
इन्साफ़ की डगर पे, बच्चों दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा, नेता तुम्हीं हो कल के
आ… आ..
इन्सानियत के सर पर इज़्ज़त का ताज रखना
इन्सानियत के सर पर इज़्ज़त का ताज रखना
तन-मन भी भेंट देकर, भारत की लाज रखना
तन-मन भी भेंट देकर, भारत की लाज रखना
जीवन नया मिलेगा, अंतिम चिता में जल के
जीवन नया मिलेगा, अंतिम चिता में जल के
इन्साफ़ की डगर पे, बच्चों दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा, नेता तुम्हीं हो कल के
इन्साफ़ की डगर पे, बच्चों दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा, नेता तुम्हीं हो कल के
Insaaf Ki Dagar Pe Lyrics in English
Insaaf ki dagar pe, bachchon dikhaao chal ke
Ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke

Duniya ke ranj sahnaa, aur kuchh naa muh se kahnaa

Sachchaaiyon ke bal pe aage ko badhte rahna

Rakh doge ek din tum sansaar ko badalke
Rakh doge ek din tum sansaar ko badalke
Insaaf ki dagar pe, bachchon dikhaao chal ke
Ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke
Apne hon yaa paraaye, sab ke liye ho nyay

Dekho kadam tumhara haragij naa dagmagaye

Raste bade kathhin hain, chalna sambhal-sambhal ke
Insaaf ki dagar pe, bachchon dikhaao chal ke
Ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke
Aa.. aa..
Insaaniyat ke sar pe ijjat ka taaj rakhna

Tan-man ki bhent dekar bharat ki laaz rakhna

Jeevan naya milega, antim cheeta mein jal ke